The soul-stirring melody “Haaye Rabba,” penned by Siddharth Amit Bhavsar and performed by Papon, enchants listeners with its poignant Hindi lyrics and evocative composition. Siddharth Amit Bhavsar, besides writing the lyrics, has also crafted the melodious tunes that complement Papon’s emotive vocals. Released under the banner of Indie Music Label, the accompanying music video adds depth to the song’s narrative, offering a visual journey that resonates with the heartfelt essence of the lyrics, further enhancing the emotional impact of this captivating musical creation.
Haaye Rabba Song Lyrics
Ek Chanad Hai Aur Ik Tu
Dono Hubahu Kaise Bhala
Neendon Ke Bina Khaab Sa Tu
Mere Rubaroo Kaise Bata
Jo Choriyan Aankho Ne Ki
Uski Saza Dil Ne Sahi
Kar Jo Diya Ab Yeh Gunaah
Manzoor Hai Har Woh Saza
Haaye Rabba, Haaye Rabba
Haaye Re Rabba
Haye Rabba, Haye Rabba
Haye Re Rabba..
Jaise Hum Deewane The
Vaise Hi Deewane Hain
Aaj Bhi Ye Honthon Pe
Tere Hi Tarane Hain
Mere Khayalon Mein
Dil Ki Kitabon Mein
Likhe Tujhe Milne Ke
Lakhon Bahane Hai
Jaise Hum Deewane The
Vaise Hi Deewane Hain
Aaj Bhi Ye Honthon Pe
Tere Hi Tarane Hain
Mere Khayalon Mein
Dil Ki Kitabon Mein
Likhe Tujhe Milne Ke
Lakhon Bahane Hai
Shamo Sehar Yun Beet Gaye Hum
Duniya Bhula Kar Jeet Gaye
Haaye Rabba, Haaye Rabba
Haaye Re Rabba
Haye Rabba, Haye Rabba
Haaye Re Rabba..
Haaye Rabba Song Video
Haaye Rabba Song Information
- Song: Haaye Rabba
- Singer: Papon
- Lyrics: Siddharth Amit Bhavsar
- Music: Siddharth Amit Bhavsar
- Label: Indie Music
Submit your review | |